Monday 6 February 2012

jis ka amal hai be-garaz, us ki jaza kuch aur hai

tu abhi rahguzar mein hai qaid-e-makam se guzar
misr-o-hijaz se guzar, paires-o-sham se guzar

jis ka amal hai be-garaz, us ki jaza kuch aur hai
hur-o-khayam se guzar, bada-o-jam se guzar

garche hai dilkusha bahot husn-e-firang ki bahar
tayarek buland bal dana-o-dam se guzar

koh shigaf teri zarab tujhse kushad sharq-o-garab
teze-hilahal ki tarah aish-o-nayam se guzar

tera imam be-huzur, teri namaz be-surur
aisi namaz se guzar, aise imam smumkin hai ke tu jisako samajhata hai baharan e guzar

4 comments:

poetry lover said...

Please explain this beautiful poem in hindi

Junaid Ali said...

can we get translation in english or hindi?

Unknown said...

"tera imam be-huzur, teri namaz be-surur
aisi namaz se guzar, aise imam smumkin hai ke tu jisako samajhata hai baharan e guzar"

Ye kia likha hai??? Saray shair ka sattya naass kr dia..!! Mujhe boht gussa aa raha hai.

erum said...

..بہت اچھی کاوش ہے آپ کی اردو شاعری کے حوالے سے آپ جون ایلیا کی شاعری کا بھی اضافہ کریں اپنے شاعری مجمعوعہ میں اس کے لیے یہ سائٹ کافی مفید رہے گی جون ایلیا کی ساری شاعری یہاں سے مل جائے گی
www.jaunelia.com

...

Post a Comment